Ye duniya gol hai or gol daire mei hi ghoom rahi hai theek is duniya ki trhan
jo b hum apni paidaish se le kr amal krte hain wo kahin na kahin or kabhi na
kabhi ghoom kr hmare samne ajate hain. Sb ne ye kahawt to suni hi hogi
"JESI KRNI WESI BHRNI"
mtlb hm is duniya mei jo kam b krte hain chahe wo acha ho ya bura wo hmare agey
zarur ata hai. ALLAH ta'ala bht skhi hai or wo hume 70 maon se ziadda chahta hai
to phr agr hm ksi tkleef mei hote hain to ALLAH q hume tkleef mei rkhna chahe ga
jb k wo hmse bht mohbbt krta hai. Wo tkleef to hmare apne gunahon ki saza hai jo
bure kaam hmne kiye wo tkleef bn k hmari rahon mei agae.
Ek dafa ka zikr hai k ek shaks ek admi ko qatl
krta hai or usko chura mar k bhag jat hai,kch
wqt bad hi wahan se ek or shks guzrta hai or
wo chura nklne ki koshsh krta hai or ussi wqt
wo mqtool dm tor deta hai,jo shks uski madad
krta hai log usko chura nklte hoe dkhte hain
lkn smjte hain k k isi shks ne usko qatl kia hai
or usko saza-e-mout hojati hai. Js din us shks ko
phansi mlni hoti hai usdn wo ALLAH se poochta hai
k AE ALLAH mjse aesa knsa gunnah hoa jski ye saza
mili to ghaib se awaz ati hai k
TUNE EK DAFA APNE PAUN EK CHUNTI KO KUCHL
DIA THA YE USKI SAZA HAI....
Mera paigham is baat k zariye srf itna btana hai k bht se log gunah kr jate hain,
logon ka haq marte hain or smjte hain k un ki pakar nai hogi lekn ALLAH ta'ala ki
lathi be awaz hoti hai us k pas hr cheez hr insan k lye unsaf hai. Ksi ka dil dukhane
se phle soch lia kijye
QK TOOTE DIL KI AAH ARSH TK JATI HAI.
Or duniya mei hm jesa krnge wesa hi hum akhrat mei bharenge hai.
Sahe bt ha.. kbi kisi ka dil nhe dukhana chahey.. or agr kbi hm se asa ho b jaey to us se mafi b magni chahey..
ReplyDeleteryt wajiha
ReplyDeletehmm true Dua.. per agar hum ye yaad rakhain k humen Allah k paas bhi jana hai to shayad hum buraiyan karna hi chor dain per hum bohat ghafil hain
ReplyDeletevery good dua. kia ye waqaee ap ne KHUD likha hay? Hmmm..
ReplyDeleteg ma"am mene hi lkha hai sb khd se.
Deletezaburdast dua....very good examples =)
ReplyDeletewedone dua...
ReplyDeletewedone dua...
ReplyDeletethnks all of u.
ReplyDeletegreat
ReplyDeleteKya ap kisi ko muaf kr dien tb bhi usk saath makafaat e amal hoga?
ReplyDeleteMust Read Out Makafat e amal Quotes Urdu
ReplyDeleteThanks and I have a nifty offer: How Long Do House Renovations Take house renovation tools
ReplyDelete